Dekh ke kisi ke aankho mein aasun,
Kisi ko ye bat lagti hai badi ,kisi ko choti
Aur ye lagna to ikhlake-dil se hota hai ,
Tabhi to kisi k liye hai ye pani,kisi k liye moti.
Aur jakhm nasoor hai ya hai payab(kam gahra),
ye wafire(abundant) ashk(aansn) se kaha pata chal pata hai,
Balke in aansuon pr to aeitbar bhi ni kar sakte,
k ghum choro , ye to khushi m bhi sath chor jata hai !
Ye alamat(nishani) ni kisi ki,na ghum ki na khushi ki ,
Ager hoti to nawjaiyadah(new born baby) k rone mein ye kha chup jata hai
Aur wafire ashk ko choro,jo ek katra bhi khalis(pure) dil se gire,
To magfirate dua se mana khuda bhi kaha kar pata hai -2
Ekramul
Leave a comment